Manifesto
Koi vadda nahi. Ek koshis saath chalne ki. Dekhna hai is safar mein aap aur hum mukaam tak pahuchte hai ya nahi. Mein sansad mein aap ka pratinidhi hun...Aap ke muddo ko, aapki samasyayo ko sahi jagah pahuchana mera kaam hai. Mein apne sansadiya shetra mein vikas ke vibhin pahalu jaise panchayat, palika, vidhayika, sarkari tantra aur janta...En sabko ek maala mein pirounga. Sky is the limit, we need to decide how far we want to progress. Sarkar dawara kharch 1 rupiya pura pura sahi hakdar tak pahuchana.