Manifesto
Joy hind jab se hame azadi mili aaj Tak hamare desh ki janta ka soshan hotel aaya hai hame nahi lagta koi Aisha chetr bacha hai Jo achoota ho ishke liye koun jimedar hai ?ishke roktham ke liye Kya upay hai? Jaise pure desh me trah trah ki company parloven dekar Sara Paisa dkar jati hai' ma bahno ko naukri ka parlobhan dekar unke ijjat loot lie jate hai; mashoom bacho _ bachiyo ko nahi chora jata hai: Mai puchana cahta hu ki ye power; takat,ye licence koun deti hai Mai puchana cahta hu Kya hamara desh Ashe hi chalega? Yadi Sachi manwata hai to hamari madad kijiye Mai majboor hu per lachar nahi dhnywad Jai Hind,